kaNkar maar jagaa gayo re
brahmanna ke chhoraa re
soii thii mai apne mandar meN
sotii ko aan jagaa gayo re
brahmanna ke chhoraa re
Category: Thumri
saiyyaN bolo | Thumri | Raag Pilu | Bade Ghulam Ali Khan
saiyyaN bolo
tanik mose rahyo naa jaaye
saiyyaN bolo
karo has has batiyaaN
laago morii chhatiyyaN
nij prem ke motii rolo
saiyyaN bolo
kaTe naa birhaa kii raat | Thumri | Raag Pilu | Bade Ghulam Ali Khan
कटे ना बिरहा की रात
सखी पी बिन जीवन जात
सुध बिसराई मोरी
अंगना ना भावे
कासे कहूँ जी की बात
कटे ना बिरहा की रात
kaTe naa birhaa kii raat
sakhii pii bin jiivan jaat
sudh bisraaii morii
aNganaa naa bhaave
kaase kahuuN jii kii baat
kaTe naa birhaa kii raat
